kitni bhi yeh raat- Mohammed Hussain & Ahmed Hussain
Soft poetry - soft Poems hindi urdu Poems,english Poems more about sms sindi,jokes
Friday, July 15, 2011
tum yaad aaye tum yaad aaye
Phir Sawan Rut Ki Pawan Chali
phir sawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye
phir patton ki pazaid baji tum yaad aaye tum yaad aaye
phir sawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye...
phir kaga bola ghar ke soonay aangan mein
phir amrat ras ki boond pari tum yaad aaye tum yaad aaye

pehle to mein cheekh ke roya aur phir hasne laga
badal garja bijli chamki tum yaad aaye tum yaad aaye

phir sawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye..

Subscribe to:
Comments (Atom)